Showing posts with label Lyrics. Show all posts
Showing posts with label Lyrics. Show all posts

Republic Day Songs, Desh bhakti Songs, National Song of India

Thursday, January 20, 2011

Lyrics of Desh bhakti Songs, National Song of India and Republic Day Songs


Happy Republic Day

Lyrics of Aye Mere Watan Ke Logo Song– Desh Bakti Songs

Aye Mere Watan Ke Logo Song Lyrics

Aye Mere Vatan Ke Logon
tum Khoob Laga Lo Naara
ye Shubh Din Hai Ham Sab Ka
lahara Lo Tiranga Pyaara
par Mat Bhoolo Seema Par
veeron Ne Hai Praan Ganvaaye
Kuch Yaad Unhein Bhi Kar Lo
Kuch Yaad Unhein Bhi Kar Lo
Jo Laut Ke Ghar Na Aaye
Jo Laut Ke Ghar Na Aaye


aye Mere Vatan Ke Logon
zara Aankh Mein Bhar Lo Paani
jo Shaheed Hue Hain Unki
zara Yaad Karo Qurbaani

jab Ghayal Hua Himaalay
khatre Mein Padi Aazadi
jab Tak Thi Saans Lade Vo
phir Apni Laash Bichha Di
sangeen Pe Dhar Kar Maatha
so Gaye Amar Balidaani
jo Shaheed...

jab Desh Mein Thi Diwali
vo Khel Rahe The Holi
jab Ham Baithe The Gharon Mein
vo Jhel Rahe The Goli
the Dhanya Javaan Vo Aapane
thi Dhanya Vo Unaki Javaani
jo Shaheed ...

koi Sikh Koi Jaat Maraatha
koi Gurakha Koi Madaraasi
sarahad Pe Maranevaala
har Veer Tha Bhaaratavaasi
jo Khoon Gira Parvat Par
vo Khoon Tha Hindustaani
jo Shaheed...

thi Khoon Se Lath-Path Kaaya
phir Bhi Bandook Uthaake
das-Das Ko Ek Ne Maara
phir Gir Gaye Hosh Ganva Ke
jab Ant-Samay Aaya To
kah Gaye Ke Ab Marate Hain
khush Rahana Desh Ke Pyaaron
ab Ham To Safar Karate Hain
kya Log The Vo Deewane
kya Log The Vo Abhimaani
jo Shaheed...

tum Bhool Na Jaao Unko
is Liye Kahi Ye Kahaani
jo Shaheed...
Jay Hind Jay Hind Ki Sena
Jay Hind Jay Hind Ki Sena
Jay Hind, Jay Hind, Jay Hind…




Lyrics of Sare Jahan Se Aacha Song – Desh Bakti Songs

Sare Jahan Se Aacha Song Lyrics

saare jahaan se achcha hindostaan hamaraa
hum bul bulain hai is kee, ye gulsitan hamaraa..

parbat vo sabse unchaa hum saaya aasma kaa
vo santaree hamaraa, vo paasbaan hamaraa
godee mein khel tee hain is kee hazaaron nadiya
gulshan hai jinke dum se, rashke janna hamaraa
mazhab nahee sikhataa apas mein bayr rakhnaa
hindee hai hum, vatan hai hindostaan hamaraa

saare jahaan se achcha hindostaan hamaraa
hum bul bulain hai is kee, ye gulsitan hamaraa..

Jai Hind…

Lyrics of Ae Mere Pyrae Vatan Songs – Desh Bakti Songs

Ae Mere Pyrae Vatan Songs Lyrics 


ae mere pyaare vatan, ae mere bichhde chaman
tujh pe dil qurabaan
tuu hii merii aarazuu, tuu hii merii aabaruu
tuu hii merii jaan

(tere daaman se jo aae un havaao.n ko salaam
chuum luun main us zubaan ko jisape aae teraa naam ) – 2

sabase pyaarii subah terii
sabase ra.ngii.n terii shaam
tujh pe dil qurabaan…..

(maan kaa dil banake kabhii siine se lag jaataa hai tuu
aur kabhii nanhiin sii beTii ban ke yaad aataa hai tuu )- 2

jitanaa yaad aataa hai mujhako
utanaa tadapaataa hai tuu
tujh pe dil qurabaan…..

(chhod kar terii zamiin ko duur aa pahunche hain ham
phir bhii hai ye hii tamannaa tere zarron kii qasam ) – 2

ham jahaan paidaa hue
us jagah pe hii nikale dam
tujh pe dil qurabaan


Jai Hind…

Lyrics of Ainvayi Ainvayi Song from Band Baaja Baaraat Movie

Wednesday, December 1, 2010
Lyrics of Ainvayi Ainvayi Song


Song Name:               Ainvayi Ainvayi
Movie:                        Band Baaja Baaraat
Singer(s):                    Salim Merchant, Sunidhi Chauhan
Music Director:         Salim - Sulaiman
Lyricist:                      Amitabh Bhattacharya
Length:                       4:30
Music Label:              YRF Music


Ouhh ankhan de katore surma batore
lagde chhichhore bade hi fi
Dil pe daraati saade chal jaati
Maare dil gulati pucche why why

Ouhh ankhan de katore surma batore
Lagde chhichhore bade hi fi
Dil pe daraati saade chal jaati
Maare dil gulati pucche why why

Chai mein dooba biscut ho gaya

Main to ainvayi ainvayi ainvayi ainvayi
lut gaya
Ho main to ainvayi ainvayi ainvayi ainvayi
lut gaya
Main to ainvayi ainvayi ainvayi ainvayi
lut gaya
Ho main to ainvayi ainvayi ainvayi ainvayi
lut gaya


Hat re nigode neem ke pakode
Picchha kyon na chhode ghume dayein bayein
Tujhko sudharoon jutti main utaroon
Sar pe de maroon tere dhayein dhayein

Romeo bina permit ho gaya

Tu toh ainvayi ainvayi ainvayi ainvayi
lut gaya
Tu toh ainvayi ainvayi ainvayi ainvayi

Khelein Hum Jee Jaan Sey Movie Reviews, Trailer, Songs, Lyrics and Release Date

KHELEIN HUM JEE JAAN SEY

Director:   Ashutosh Gowariker
Producer:   Sunita Gowariker,  Ajay Bijli,  Sanjeev K Bijli
Music Director:   Sohail Sen

After working with Ashutosh Gowariker in film 'What's Your Raashee?' composer Sohail Sen teamed up with the filmmaker in period film 'KHELEIN HUM JEE JAAN SEY'.

Khelein Hum Jee Jaan Sey Movie Release on 03rd December, 2010


Staring:  

Abhishek Bachchan as a Surya Sen

Deepika Padukone as a Kalpana Datta

Visakha as a Pritilata Waddedar



Khelein Hum Jee Jaan Sey Songs and Lyrics:

  1. Yeh Des Hai Mera
  2. Naiyn Tere Zuke Zuke
  3. Khelein Hum Jee Jaan Sey
  4. Sapne Saloney Hai Sach
  5. Vande Mataram (Revised Sanskrit To Hindi)


Khelein Hum Jee Jaan Sey Movie Trailer 





Wallah Re Wallah Song Lyrics from Tees Maar Khan Movie

Friday, November 26, 2010
Wallah Re Wallah Song Lyrics

Song Name: Wallah Re Wallah
Movie: Tees Maar Khan
Music Director: Vishal - Shekhar
Singer(s): Shekhar Ravjiani, Kamaal Khan, Raja Hasan, Shreya Ghoshal
Lyricist: Anvita Dutt Guptan
Music Label: T-Series


Sard chill mann ke peechay, shama mehfooz rehti hai (kya baat hai)
Jal jaaye parwana, jal ke raakh ho jaaye
Tohi usse mehboob kehti hai

Wallah re wallah wallah, wallah re wallah wallah...

Noor-e-husn ka deedaar hua
Wallah re wallah wallah, wallah re wal
Eid ka chaand yaar mera baar baar hua
Wallah re wallah wallah, wallah re wallah wallah
Eid ke naam pe hum chaand de gaye
Ishq ke naam mein badnaam ho gaye
Jab kuch aur na neelaam ho saka
Toh muft mein hi hum jaan de gaye (jaan de gaye)
Wallah re wallah wallah, wallah re wallah wallah
Noor-e-husn ka deedaar hua
Wallah re wallah wallah, wallah re wal
Eid ka chaand yaar mera baar baar hua
Wallah re wallah wallah, wallah re wallah wallah
Dil-e-azeez pe, iss mureed ka itna sa farz hai

Adaab arz hai, adaab arz hai
Adaab arz hai, adaab arz hai
Adaab arz hai, adaab arz hai
Adaab arz hai, adaab arz hai

Noor-e-husn ka deedaar hua
Wallah re wallah wallah, wallah re wal
Eid ka chaand yaar mera baar baar hua
Wallah re wallah wallah, wallah re wallah wallah

Yaar ki yaad mein benoor ho gaye (o ho)
Khudse khafa khuda se door ho gaye (o ho)
Jab naam uska mehfil mein utha
Yaar ke saath hum mashoor ho gaye

Yaar ke saath hai khushmesaaj aalam
Dil hai kurbaan hai gulistaan aalam
Yaar ke saath hai khushmesaaj aalam
Dil hai kurbaan hai gulistaan aalam
Laga nishab ko nadka aaj miley, aaj miley, aaj miley

Wallah re wallah wallah, wallah re wallah wallah
Main toh yaar pe kurbaan hua
Wallah re wallah wallah, wallah re wal
Muddaton baad yaar dil zaar zaar hua
Wallah re wallah wallah, wallah re wallah wallah
Dil-e-azeez pe, iss mureed ka itna sa farz hai

Adaab arz hai, adaab arz hai
Adaab arz hai, adaab arz hai
Adaab arz hai, adaab arz hai
Adaab arz hai, adaab arz hai

Kaatil yeh adaayein tarse, balkhayein jarse si seekhi hai dillagi (o ho)
Kaafir jhuk jaaye dar pe, farmaaye mujhse tu hi hai bandgi (o ho)
Har aashiq se husn ki yeh iltija kar shauk se tu kurbaan zindagi

Aankhein khanjar meri jaan le gayi, jaan le gayi
Nakhte jigar pe dekho paar ho gayi, paar ho gayi
Aankhein khanjar meri jaan le gayi, jaan le gayi
Nakhte jigar pe dekho paar ho gayi, paar ho gayi
Dil yaar mein, dildaar mein
Hoon ishq ka izhaar main
Larkeeb ko jo kaat de woh aadmi talwar mein

Woh aadmi talwar mein
Woh aadmi talwar mein
Woh aadmi talwar mein

Wallah re wallah wallah, wallah re wallah wallah
Noor-e-husn ka deedaar hua
Wallah re wallah wallah, wallah re wal
Eid ka chaand yaar mera baar baar hua
Wallah re wallah wallah, wallah re wallah wallah
Dil-e-azeez pe, iss mureed ka itna sa farz hai

Adaab arz hai, adaab arz hai
Adaab arz hai, adaab arz hai
Adaab arz hai, adaab arz hai
Adaab arz hai, adaab arz hai

Wallah re wallah wallah, wallah re wallah wallah
Wallah re wallah wallah, wallah re wallah wallah
Wallah re wallah wallah, wallah re wallah wallah.


Lyrics of Badey Dilwala  Song

Badey dilwala Song Lyrics from Tees Maar Khan Movie

Badey dilwala Song Lyrics

Song Name: Badey dilwala
Movie: Tees Maar Khan
Music Director: Vishal - Shekhar
Singer(s): Shreya Ghoshal, Sukhwinder Singh
Lyricist: Anvita Dutt Guptan
Music Label: T-Series




Ho sher ka hai saala, jigar matwaala
Sher ka hai saala, jigar matwaala
Ho jisne hai jaadu kar daala
Tez daar se do naina
Nau jawan ka kya kehna
Shoor veer har dhun ka sarwala
Badey dilwala
Jo khole har taala
Badey dilwala
Ameeron ka diwala
Badey dil daar chaar baar maar daala
Badey dilwala

Do agan mein, hum pagal mein
Dil sambhal ke hai girta
Aise bal kya, paun se bal hai
Deep trouble mein dil padta
Kya masoo hai, ke masal ke dil pe dil hai marr ta
Chaati pe hai jiske til kaala
Badey dilwala
Banungi brij bala
Badey dilwala
Haye dalungi varmala
Badey dil daar chaar baar maar daala
Badey dilwala

Aayeo aayeo re, aayeo aayeo re

Ho sher ka hai saala, jigar matwaala
Ho jisne hai jaadu kar daala
Jai jawan krantikaari
Dushmano pe jo hai vaari
Shoor veer dharti ka rabwala
Badey dilwala
Tirange ko sambhala
Badey dilwala
Badey dil daar chaar baar maar daala
Badey dilwala

Aaya hoon main jo yahan pe
Hongi khushiyan dher saari
Bann ke khwaabon ki sawari
Aayagi re railgaadi
Mera saaya jo saath ho
Darrne ki phir na baat ho
Sankat bhi dhum daba ke bhaaga re bhaaga
Phoolon ki jo baaraat ho
Unki langot haath ho
Jaise ke Robinhood ka saga
Mera yeh bol bala

Badey dilwala
Jo khole har taala
Badey dilwala
Ameeron ka diwala
Badey dil daar chaar baar maar daala
Badey dilwala

I'm feeling freaky freaky, I'm feeling naughty naughty
The way you looking at me, you got me moving my body
I'm feeling freaky freaky, I'm feeling naughty naughty
The way you looking at me, you got me moving my body

Aalam dhadkan ka badhne laga hai
Fever sa jaise chadne laga hai, chadne laga hai
For the first time dil jagne laga hai
Khud ki feeling se darrne laga hai, darrne laga hai
Haan ab toh paper mein gossip yeh chapne laga hai
Ke tu hai Yusuf main hoon Madhubala, badey dilwala

Jaise ho talka yeh jin ho, aise wonder yeh karta
Jaise kharche aasman yeh waise thunder hai karta
Aise zulmi pe girega, jaise hunter hai padhta
Dynamite ka jaise ho masala
Badey dilwala
Yeh hero hai neeraala
Badey dilwala
Hai haath mein jaise jaala
Badey dil daar chaar baar maar daala
Badey dilwala

Re dilwala, dilwala
Badey dilwala - times
Ameeron ka diwala
Badey dil daar chaar baar maar daala
Badey dilwala
Re dilwala, dilwala
Badey dilwala
Yeh hero hai neeraala
Badey dilwala
Badey dilwala, dilwala
Badey dil daar chaar baar maar daala
Badey dilwala


Lyrics of  Wallah Re Wallah Song

Sheela Ki Jawani Song Lyrics from Tees Maar Khan Movie

Sheela Ki Jawani Song Lyrics

Song Name: Sheela Ki Jawani
Movie: Tees Maar Khan
Music Director: Vishal - Shekhar
Singer(s): Sunidhi Chauhan, Vishal Dadlani
Lyricist: Vishal Dadlani
Music Label: T-Series


I know you want it
But you never gonna get it
Tere haath kabhi na aani
Maane na maane koi duniya
Yeh saari, mere ishq ki hai deewani

Hey hey...,
I know you want it but you never gonna get it
Tere haath kabhi na aani
Maane na maane koi duniya yeh saari
Mere ishq ki hai deewani
Ab dil karta hai haule haule se
Main toh khud ko gale lagaun
Kisi aur ki mujhko zaroorat kya
Main toh khud se pyaar jataun

what's my name
what's my name
what's my name
My name is Sheela
Sheela ki jawani
I'm just sexy for you
Main tere haath na aani
Na na na sheela
Sheela ki jawani
I'm just sexy for you
Main tere haath na aani

Take it on
Take it on
Take it on
Take it on..

Silly silly silly silly boys
O o o o you're so silly
Mujhe bolo bolo karte hain
O o oo
Haan jab unki taraf dekhun, baatein haule haule karte hain
Hai magar, beasar mujh par har paintra

Haye re aise tarse humko
Ho gaye sober se re
Sookhey dil pe megapan ke teri nazariya barse re
I know you want it but you never gonna get it
Tere haath kabhi na aani
Sheela
Sheela ki jawani
I'm just sexy for you
Main tere haath na aani
Na na na sheela
Sheela ki jawani
I'm just sexy for you
Main tere haath na aani

Paisa gaadi mehnga ghar
?ani na mainu ki gimme your that
Jaibein khaali bhadti chal
No no I don't lie like that

Chal yahan se nikal tujhe sab laa dunga
Kadmon mein tere laake jag rakh dunga
Khwaab main kar dunga poore
Na rahenge adhoore
You know I'm going to love you like that, whatever

Haye re aise tarse humko
Ho gaye sober se re
Sookhey dil pe begapan ke teri nazariya barse re
I know you want it but you never gonna get it
You never gonna get my body
I know you want it but you never gonna get it
Tere haath kabhi na aani
Maane na maane koi duniya yeh saari
Tere ishq ki main deewani

Ab dil karta hai haule haule se
Main toh khud ko gale lagaun
Kisi aur ki mujhko zaroorat kya
Main toh khud se pyaar jataun

What's my name
What's my name
What's my name

My name is Sheela
Sheela ki jawani
I'm just sexy for you
Main tere haath na aani
O no no sheela
Sheela ki jawani
I'm just sexy for you
Main tere haath na aani
Sheela
Sheela ki jawani
I'm just sexy for you
Main tere haath na aani

Ain't nobody got body like sheela
Everybody want body like sheela
Drive me crazy coz my name is sheela
Ain't nobody got body like sheela
Everybody want body like sheela
Drive me crazy coz my name is sheela
Ain't nobody got body like sheela


Lyrics of Tees Maar Khan Title Song

Tees Maar Khan Title Song Lyrics from Tees Maar Khan Movie

Tees Maar Khan Title Song Lyrics

Song Name: Tees Maar Khan
Movie: Tees Maar Khan
Music Director: Shirish Kunder
Singer(s): Sonu Nigam
Lyricist: Shirish Kunder
Music Label: T-Series


Once upon a time in la la la land
Suno suno hum the tees maar khan

TEES MAAR KHAN

Tees maar khan
Tees maar khan
Tees maar khan

Abhi abhi mili khabar ke anusaar
Tees maar khan phir se ek baar police ki heraasat se faraar ho chuka hai
Iss baar ek udte plane se

Tees maar khan
Tees maar khan
Tees maar khan

Tees maar khan
Tees maar khan
Tees maar khan
Tees maar khan

TEES MAAR KHAN

Tees maar khan ke fans usse aadha Robinhood maante hain
Kyunki woh ameeron se leta toh hai par gareebon ko deta kuch nahin
Tees maar khan

Once upon a time in la la la
Suno suno hum the tees maar khan
(yeh once upon a time in la la la
suno suno hum the tees maar khan)
Khaano mein khaata woh conman
Suno suno hassle tees maar khan
(hey khaano mein khaata woh conman
suno suno hassle tees maar khan)
Catch me if you can, catch me if you can
Chase me and I run faster than I can
Catch me if you can, catch me if you can
Catch me and I'll slip right through you hands
(catch me if you can, catch me if you can
shoot me my pill wanna where you can
catch me if you can, catch me if you can

Once upon a time in la la la
Suno suno hum the tees maar khan
Khaano mein khaata woh conman
Suno suno hassle tees maar khan
Once upon a time in la la la
Suno suno hum the tees maar khan
Khaano mein khaata woh conman
Suno suno hassle tees maar khan yeah

Tees maar khan
Tees maar khan
Tees maar khan

Apne chahne walo ke liye Tees maar khan ne ek khaas sandes bheja hai
Tawaif ki loot ti izzat bachchaana
Aur Tees maar khan ko qaid karna oye dono bekaar hai

Jab bhi chala woh seena taan
Tab tab ulta padh gaya plan
yeah jab bhi chala woh seena taan
tab tab ulta padh gaya plan
Phir bhi chala jab uska charm
Sab sab ka ho gaya kalyan
phir bhi chala jab uska charm
sab sab ka ho gaya kalyan

Maibaap, maibaap.....

Tumhi ho maata, tumhi ho maibaap
Pita tumhi ho, tumhi ho maibaap
Tumhi ho bandu, tumhi ho maibaap
Sakha tumhi ho, tumhi ho maibaap

Tees maar khan
Tees maar khan
Tees maar khan

Once upon a time in la la la
Suno suno hum the tees maar khan
Khaano mein khaata woh con man
Suno suno hassle tees maar khan

Tees maar khan
Tees maar khan
Tees maar khan


Lyrics of Sheila Ki Jawani Song